Taras Lyrics - Jasmine Sandlas & Sachin-Jigar (Munjya)

Taras Lyrics is sung by Jasmine Sandlas & Sachin-Jigar  from the movie Munjya, lyrics written by Amitabh Bhattacharya and music created by Sachin-Jigar. 

Song: Taras
Movie: Munjya
Singers: Jasmine Sandlas & Sachin-Jigar 
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Music: Sachin-Jigar 
Music Label: Zee Music Company








Taras Lyrics in English - Amitabh Bhattacharya


Ho afreen dum afreen dum
Dum damadum afreen dum
Ishq pehli saans bhi aur
Ishq hi hai aakhri dum

Ho afreen dum afreen dum
Dum damadum afreen dum
Ishq pehli saans bhi aur
Ishq hi hai aakhri dum

Tujhko jahaan pe apna
Dil ye diya tha maine
Oh tujhko jahaan pe apna
Dil ye diya tha maine

Tujhko jahaan pe apna
Dil ye diya tha maine
Dil todne us jagah
Par hi bulaya mujhko

Taras nahi aaya tujhko taras ni aaya tujhko
Khudgarz ishq ye tera samajh nahi aaya mujhko
Taras nahi aaya tujhko taras ni aaya tujhko
Khudgarz ishq ye tera samajh nahi aaya mujhko

Ho afreen dum afreen dum
Dum damadum afreen dum
Ishq pehli saans bhi aur
Ishq hi hein aakhri dum

Phirte the barah maaso tere hi peeche peeche
Hum to hatheli par ye dil nikal karke
Tere kaleje ko bhi thandak padi to hogi
Sar se kadam tak mera istemaal karke

Kagaz pe jaise kuch bhi
Likh ke mita de koi
Kagaz pe jaise kuch bhi
Likh ke mita de koi
Soche bina waise hi
Tune mitaya mujhko

Taras nahi aaya tujhko taras ni aaya tujhko
Khudgarz ishq ye tera samajh nahi aaya mujhko
Taras nahi aaya tujhko taras ni aaya tujhko
Khudgarz ishq ye tera samajh nahi aaya mujhko

Ho afreen dum afreen dum
Dam damadum afreen dum
Ishq pehli saans bhi aur
Ishq hi hein aakhri dum

Ho afreen dum afreen dum
Dam damadum afreen dum
Ishq pehli saans bhi aur
Ishq hi hein aakhri dum



Post a Comment

0 Comments